TUMSE NA HO PAI
tumse na ho pai
kabhun na ho pai
zindagi mein na ho pai.
kabhun na ho pai
zindagi mein na ho pai.
karle chahe jitne jatan
hoga tera hamesha patan,
jo tune ki koi burai
baat maan le,satya jaan le
jhooth ne hamesha satya se hai maat khai
chahe jitni koshish karle
satya ko dabana
yaar ye tumse na ho pai.
hoga tera hamesha patan,
jo tune ki koi burai
baat maan le,satya jaan le
jhooth ne hamesha satya se hai maat khai
chahe jitni koshish karle
satya ko dabana
yaar ye tumse na ho pai.
jab jab bharat ne ki ladai
shatru ne yeh iccha jatai
kar loon bharat ko paraast
ho jaaun jag mein vikhyaat.
par inn moorkhon ko
yeh baat samajh na aai
jo baitha hai vishv shikhar par
vishvguru ban kar
uss bharat ko apna daas banaye
nahi hai koi janani aise lal ki mai
yeh to kabhi na ho pai.
shatru ne yeh iccha jatai
kar loon bharat ko paraast
ho jaaun jag mein vikhyaat.
par inn moorkhon ko
yeh baat samajh na aai
jo baitha hai vishv shikhar par
vishvguru ban kar
uss bharat ko apna daas banaye
nahi hai koi janani aise lal ki mai
yeh to kabhi na ho pai.
jis dharti ne janme hain lal mahaan
jiska sheesh kashmir hai saundarya ki khadan
uss bharat ka mastak jhukana
kisi mein nahi hai itna dum
na hi hai kisi ki itni prabhutai.
jiska sheesh kashmir hai saundarya ki khadan
uss bharat ka mastak jhukana
kisi mein nahi hai itna dum
na hi hai kisi ki itni prabhutai.
bharat ko jo haraa sake
woh sun le dhyaan laga ke
chahe kaan ko band hi kyun na karlo
chahe buddhi kuch bhi soche
tera daraa hua mann hamesha kahega
yeh tumse ho na pai
kabhun na ho pai.
woh sun le dhyaan laga ke
chahe kaan ko band hi kyun na karlo
chahe buddhi kuch bhi soche
tera daraa hua mann hamesha kahega
yeh tumse ho na pai
kabhun na ho pai.
ab baari hai bharat ke lal ki
ab waqt hai yuwaon ki
ab baari hai sikshiton ki
ab nahi bat sakta koi bharat ko
bharat ke vaigyaanikon,abhiyantaon,
bharat ke naojawanon
bharat ko vishv shikar par pahunchana
YEH TUMSE HI HO PAI
YEH TUMSE HI HO PAI
tum shaktipunj ho bharat ke
lado kartavya ki ladai
sab kuch tumse hi ho pai.
ab waqt hai yuwaon ki
ab baari hai sikshiton ki
ab nahi bat sakta koi bharat ko
bharat ke vaigyaanikon,abhiyantaon,
bharat ke naojawanon
bharat ko vishv shikar par pahunchana
YEH TUMSE HI HO PAI
YEH TUMSE HI HO PAI
tum shaktipunj ho bharat ke
lado kartavya ki ladai
sab kuch tumse hi ho pai.
-RD
Comments
Post a Comment