Tu kaun des se aaya h? Tu kaun des se aaya h? Tu kaun des se aaya h? Kuch to keh na uske baare mein Tu jaun des se aaya h. Main bhi to jaanu Kitni sundar hai Woh mitti Woh des tera? Tu jaun des se aaya h. Kya batalaun tujhko raahi Main kaun des se aaya hun. Kya batalaun uski gaatha Main jaun des se aaya hun. Lafz hi kam pad jaayenge Waqt bhi tham jaayega Jab bolunga main tujhko ki Main kaun des se aaya hun. Par poonch liya jo tune ye To main tujhko batlata hun Veeron ki uss dharti ki Tujhko bhi katha sunata hun Jab jaanega tab manega Main jaun des se aaya hun. Yeh veer dhara paavan dharti Iski anmit ye gaatha hai Nimish matra ye manav Phir bhi tujhko sunata hai Sindhu ghati ki sabhyata hai Jo aaj iski dharohar hai Yeh bhoomi swarg ki dharni hai Ganga prem ka sarovar hai Aakar sab
कलम की स्याही से हर पल नया अंगार लिखता हूँ